Why do I feel like I’m not growing?
Hamesha kahte sunte hain ke Zindagi aik safar hai jis main hamain har Roz new chezen sekhni Hoti hain,lekin kabhi kabar hamain aisa mahsos hota hai ke ham nahi badh rhe hain.
Do you feel the same way?
Agar han,to AP aksar Apne AP se pochte honge ke “Mera na badhne ka ahsas kiyon hai”
Is masle ka Hal talash Karne se pahle hamen iska ka sabab malom Karna Hoga .iska sabab umaman hamari zahni halat Hoti hai.
Agar hamari zahan new nazriat sekhne se aram Nahin kr rha hai ya hamen lagta hai ke hum Nahin badh Rahe hain,to ye mahsaos hota hai ke ham Apne Kam main kamyab Nahin horhe hai
Aisi sorthal se nikalne ke lie hamen kuch chezon ko badlna Hoga .phle bat ye ke hamen Apne apse Muhbat Karni Hogi .agar hum khud se piyar na Karen to hum kabhi bhi kamyab Nahin ho skte .
Second thing :
Dosri bat ye hai ke hamen Kam ke bare me buhat sochna chai,hamar tawajah sirf nataej par Nahin balke Kam ke doran honi wali proses par tawajah den ge to hamen nai baten sekhne aur bahtreen banne ka moqa mile ga.
Third thig :
Teri bat ye hai ke hamen Apne maqsad ko Waze Karna hoga.hamen ye janna zrori hai ke hum Kahan jana chahte hain.agar hamare pas Waze maqsad Nahin Hoga to ham kabhi bhi badhne ke lie Apni Practice ko bahter Nahin kar saken ge .
Last thing :
Aakhri bat ye hai ke hamen zahni sukon ki zrort Hoti hai.jab ham Ziada tanao main hote hain to hamara Kam preshani ke sath hota hai r hamen practice Karne ke bajai Kam se bhag Jane ka Dil Chahta hai .is lie ,hamen Ziada se Ziada zahni sukon ke lie Koshish Karni chai.
Summarizing :
Khulasa krte hoi,agar apko mahsos hota hai ke ap Nahin badh Rahe hain ,to apko Apne maqsad ko Waze krnae,Apni pesha warana aur zahni safai ko badhane se AP Apni shakhsiat ko r badha sakte hain aur Apne Kam main taraqi Karne ke lie badh sakte hain.aisa Karne ke lie apko dalelenya tohen ke bajai musbat fikar r Apne Kam ki pesha warana pesh raft ke lie mutasib rhna hoga
Apko Apne Kam main aik new rosh paida Karni Hogi .apko Apne maqsad tak phchne ke lie Apne kamon ke doran hone wale mushkilat ko Hal Karne ke lie inthai mustard hona Hoga.
These conclusions:
Ikhtatami Tor par ,agar AP Apni Zindagi main tarqi Karna chahte hain to AP ko Apne maqsad ko Waze Karna, Apne Kam ki pesha warana pesh raft ke lie mutasib rahna,nai roshen ikhtira Karna aur zahni safai ko badhana hoga.baqi rhta hai ke apko yaqin rakhna hai ke ap Apne Kam me tarqi kar rhe hain aur agar AP in tarakeb par Amal Karen to AP AP e maqsad tak phch jaenge