The age that increases rapidly
Zindagi ka safar jis Tarah se kathan r mukhtalif marahil se guzrta hai ,aik shakhs ki Zindagi main mukhtalif Umar ke marahil hote hai,Jin par wo har marhle ki mukhtalif tajurbat hasil karta hai .
in mukhtalif marahil main konsi Umar sab se tezi se barhti hai.
Jaise jaise insan ki Umar barhti hai,iske jismani tabdelyon ke sath sath,uski zahni,rohani r aatfi halton main bhi tabdelyan Aati hain,Lekin kuch Umar ke marahil main tabdelyan aati hain.
lekin kuch Umar ke marahil main tabdelyan it I tezi se aaten hain ke ke aik lamhe main apko Bada bhi hojata hai r Apne apko phir Bache samjhne lagte hain.
Bachpan ki Umar main jismani tabdelyan it I tezi se aati hain ke bachon ki lambai main izafa dosri Kisi Umar main main nahi dekha jata.umoman bachon ki lambai ke hawale se sab se Ziada tezi se badhane wali Umar 5 sal se 9 sal ke darmiyan Hoti hai.
Is Umar main bachon ke jisam ke mukhtalif hison ki shiklen bhi tabdelyan Hoti hain r wo Ziada faal aur hai
Youth is also immortal :
Jawani bhi aik Umar hai jisme tabdelyan buhat tezi se aati hain.is Umar main aadmi ke jisam ke mukhtalif hison ke hawale se bhi tabdelyan aati hain jaise ke pet ki motai,aadmi ke chahte ki shikal,r jisam ki shikal w soorat ki Tarah .
On the other hand :
Dosri Janib, barhane ki Umar main bhi tabdelyan buhat tezi se aati hai.Is Umar main jisam ki kisafat main izafa,jisam ki shikal w soorat main tabdelyan,aur mukhtalif disease ke shikar hone ka khadasha badh jata hai.
Agar hum jinsi tabdelyon ki bat Karen to , larkion ki jinsi pukhtagi ki age 12 se 15 sal ke darmiyan Hoti hai jabke larkon ki jinsi pukhtagi ki age 14 se 16 sal ke darmiyan Hoti hai.
lastly :
Aakhri bat ye ke har shakhs ki Zindagi mukhtalif Hoti hai aur har shakhs ki age ke marahil mukhtalif tabdelyon ka shikar hote hai ,
Agar bachon ki Umar main lambai ka izafa aur jawani main jismani tabdelyan buhat tezi se aati hain,Lekin hamesha ye bhi yad rakhna chai ke har marhala Apni khubyon aur kamyon ke sath ata hai jaise insan badhta rhta hai uski jismani r jisam me tabdelyan aati hai aur jaise jisam badhta hai insan ka har uzwa badhta rhta jaise Shikal ,Qad me bari growth Hoti hai r insani jisam sahtmand rhta hai.